Last Road of the World | Last Corner of the World | -55 °C Dunya Ki Akhri Road Akhri Kinara

Thanks! Share it with your friends!

You disliked this video. Thanks for the feedback!



Added by
39 Views
-55 °C Dunya Ki Akhri Road Akhri Kinara دنیا کے آخری کنارے پر آخری سرد سڑک کی کہانی

-55 °C Dunya Ki Akhri Road Akhri Kinara دنیا کے آخری کنارے پر آخری سرد سڑک کی کہانی LalGulab
Dosto aap ne Pakistan ke door daraz ilaqon ki sair tou ki ho gi aaeye aaj hum aap ko dunya ke door daraz aise ilaqon mein lay chaltay hain jisay dunya ka akhri kinara kaha ja sakta hai. Wahan tak hum dunya ki akhri sarak par safar kartay hue pohanchain gey. Ye safar 120 kilometers ka ho ga aur rastay mein samandar pahar tunnels villages aur europe ke khubsurat towns bhi ayain gey. Us ke baad hum pohanchain gey samandar ke kinare dunya ki akhri jagah par. Woh place itni dilchasp hai ke aap ka bhi wahan janay ka dil chahe ga. Ye video rastay mein anay wali places ki history aur facts bhi aap ko bataye gi aur dunya ki last road ki information bhi. Maloomat se bhari hoi herat angez haqaiq par mabni aisi video aaj se pehle kisi ne nahin banai. Is video ko bananay mein hum ne bari mehnat ki hai aur kayi days ki mehnat ke baad ye video bani hai. Umeed hai hamari ye mehnat aap ko na sirf pasand aye gi balkeh is video se aap knowledge bhi hasil karain gey.

उत्तरी ध्रुव के बारे में तो आपने सुना ही होगा, जो पृथ्वी का सबसे सुदूर उत्तरी बिंदु है। यह नॉर्वे का आखिरी छोर है। यहां से आगे जाने वाले रास्ते को ही दुनिया की आखिरी सड़क माना जाता है। इसका नाम ई-69 है, जो पृथ्वी के छोर और नॉर्वे को जोड़ती है


North Cape is a cape on the northern coast of the island of Magerøya in Northern Norway. The cape is in Nordkapp Municipality in Troms og Finnmark county, Norway. The European route E69 highway has its northern terminus at North Cape, ... part of the Atlantic Ocean, meets the Barents Sea, part of the Arctic Ocean.You must have heard about the North Pole, which is the farthest northern point of the Earth. It is the end of Norway. The road leading from here is considered to be the last road in the world. Its name is E-69, which connects the ends of the earth and Norway.


Last Road of the World | Last Corner of the World | -55 °C Dunya Ki Akhri Road Akhri Kinara
The last road in the world, no one allowed to go alone | E 69 Highway in North Pole
#E69 ये है दुनिया की आखिरी सड़क, कभी भी यहां अकेले नहीं जाते लोग | Last Road of World! धरती का छोर!
World's last highway, E69 Road Norway
পৃথিবীর শেষ রাস্তা | E-69 Highway Norway | World's Last Road

Do you know a road where the world ends ? Where is the edge of earth ? Which road is considered the remotest in the world ?


#E69 #LastRoad #LastRoadOfTheWorld #LastCorner #LastCornerOfTheWorld #nadfacts
Category
NORDKAPP
Tags
dunya, dunya ka akhri kinara, akhri city
Commenting disabled.